Prabhu Tera Pyaar Lyrics in Hindi and English प्रभु तेरा प्यार सागर से भी गेहरा

Gospel Song.in
Lyrics & Worship
Alignment:
Font Size:
Medium
Dark Mode:
Prabhu Tera Pyaar Lyrics
Listen to this Song
Ready to play
0:00
0:00
Prabhu Tera Pyaar Lyrics in Hindi
प्रभु तेरा प्यार , सागर से भी गेहरा ,
तूं है महान , आसमानो से भी ऊंचा
तेरे विचार सागर की रेत से ज्यादा
प्रभु तेरा दिल सृष्टि से भी है बड़ा
प्रभु में तुझसे प्यार करूँ
प्रभु में तुझसे प्यार करूँ
तेरी आराधना में करूँ
प्रभु तूं ही है महान , तूं है महान ,
सिर्फ तूं और कोई नहीं
प्रभु में तुझसे प्यार करूँ
प्रभु में तुझसे प्यार करूँ
प्रभु तेरा प्यार , सागर से भी गेहरा ,
तूं है महान , आसमानो से भी ऊंचा
Prabhu Tera Pyaar Lyrics in English
Prabhu tera pyaar, saagar se bhi gehra,
Tu hai mahaan, aasmaanon se bhi ooncha
(x2)
Tere vichaar saagar ki ret se zyada,
Prabhu tera dil srishti se bhi hai bada,
Prabhu main tujhse pyaar karoon,
Prabhu main tujhse pyaar karoon,
Teri aaradna mein karoon,
Prabhu tu hi hai mahaan, tu hai mahaan,
Sirf tu aur koi nahi,
Prabhu main tujhse pyaar karoon,
Prabhu main tujhse pyaar karoon,
Teri aaradna mein karoon,
Prabhu tera pyaar, saagar se bhi gehra,
Tu hai mahaan, aasmaanon se bhi ooncha





